REJECT C A A ,N R C , N P R SAVE INDIA …Chupa Zaher Jaante Hain Hum

REJECT  C A A  ,N R C , N P R   SAVE INDIA

Chupa  Zaher Jaante Hain Hum

REJECT C A A ,N R C , N P R SAVE INDIA ...Chupa Zaher Jaante Hain Hum
Is  Raajniti  Main Chupa  Zaher Jaante Hain Hum

Sirf Zaher Hi Naheen Hirs  Aur Lalach Bhi Hai Paichante Hain Hum

Ek Laathi Se kai Waar Karna Chahta Hai Zalim

Jahan Zaher Ugalna Tha Tu Ne Ibteda To Kar Hi Di 

Ab Tere Hirs Aur Lalach Ka Hota Hai Kya Dekhainge Hum

Hare Bhare Chaman Main Tu Ne Nafrat Ki Aag Lagai Hai

Jo Ugla Tu Ne APNE ANDAR Ka ZAHER  Woh Palat Kar Aaega

Tu Apne Hi Zaher Se Marjaega Bas Thoda Intezar Kar

Jisne Tujhe Banaya Hai Wohi Tujhe Mitaega Bas Thoda Intezar Kar

Scroll to Top