INSAF BANATA HAI……

INSAF BANATA HAI......

Pahle badshah raha karte the
mahlaon main sheraon ki tarha
hukumrani unki shan thi
insaf karna woh jante the 


     aaj ka hukmran sajta naheen hai 
     mahlaon main phirta hai gidad ki tarha
     hukmrani karta hai ghundaon ke zor par
     insaf banata hai ,mazhab ko dekh kar
         

Scroll to Top